Ab apni yaadon se humein rihayi de
Humein har jagah na dikhayi de
Talluq Kirchiyun Ki Shakal Mein Bikhra To Hai Phir Bhi
Talluq Kirchiyun Ki Shakal Mein Bikhra To Hai Phir Bhi
Shakista Aaiinon Ko Jor Dena Chahtay Hain Ham
Khamshi se hui faghan se hui
Khamshi se hui faghan se hui
Ibtida ranj ki kahan se hui
Patoon Ki Tarah Mujhe Bakherta Tha Zamana
Patoon Ki Tarah Mujhe Bakherta Tha Zamana
Ik Shakhs Ne Mujhe Yakja Kia Aur Aag Lga Di
Dukh hi aisa tha k “Mohsin” hoa gum sum warna
Dukh hi aisa tha k “Mohsin” hoa gum sum warna
Gham chupa ker usay hanstay hue aksar daikha Ab apni yaadon
Jo Un Pe Guzarti Hai Kis Ne Usay Jana Hai
Jo Un Pe Guzarti Hai Kis Ne Usay Jana Hai
Apni Hi Musebat Hai Apna Hi Fasana Hai
Wo Marz Ishq Hi Kya Abbas Jis Mein Jaldi Shafa Mile
Wo Marz Ishq Hi Kya Abbas Jis Mein Jaldi Shafa Mile
Kon Mange Ga Khushion Ki Dua Jis Ko Dard Mein Khuda Mile Ab apni yaadon
Kabi Sehar Tu Kabi Shaam Le Gya Muj Se
Kabi Sehar Tu Kabi Shaam Le Gya Muj Se
Tumhara Dard Kyi Kaam Le Gya Muj Se Ab apni yaadon