Ab Ke Khud Se Bhi Roth Jaane Ki Aadat Nahi Mujh Ko
Tere Siwa Kisi Aur Ki Aadat Nahi Mujh Ko
Rafta Rafta Yeh Hunar Bhi Sekh Jaon Ga
Abhi Rotho Ko Manane Ki Aadat Nahi Mujh Ko
Dil Ki Baaton Main Na Aaya Ke jiye
Dil Ki Baaton Main Na Aaya Ke jiye
Yun Hamain Na Aazmaya Ke Jiye
Ham Ko Lagta Hai Shab-e Hijran Se Dar
Chor Kar Ham Ko Na Jaya Ke Jiye
Mujh Ko Aap Khud Se Juda Na Ki Jiye
Mujh Ko Aap Khud Se Juda Na Ki Jiye
Hain Aap Se Mukamal, Aadha Na Ki Jiye
Raigan Na Jaye Ye Zindagi Aap Ki
Yun Khud Ko Mujh Pe Fana Na Ki Jiye
Har Lamha Pukara Usay, Har Waqat Sada Di
Har Lamha Pukara Usay, Har Waqat Sada Di
Yun Khud Jala Yun Hi Raqeeb Jalaye Hain
Ab Ki Baar Aaye Ga Tu Na Ja Paaye Ga Aamir Ab Ke Khud Se
Naam Likh Us Ka Yun Dar-o Dewaar Sajaye Hain
Muhabbat ny mujh hy dhokka diya
Muhabbat ny mujh hy dhokka diya Ab Ke Khud Se
Zamany ny mujh ko hy thukra diya
Maloom na tha kia hy muhabbat
Ye sabq tu ny hy parhaa diya
Meri Samjh Main Nahi Aata
Meri Samjh Main Nahi Aata
Ke Main Samajh Kun Nahi Pata Ab Ke Khud Se
Wo Mera Jo Ik Khawab Tha
Ke Haqeeqat Main Nahi Aaata