Chand Bacho Ko Pala Tha Mamta Ne Jatan Se
Mamta Ka Sila Phir Bhi Na Zaeefi Main Payi
Har Cheez To Taqseem Hoyi Baap Ke Martay
Ik Maan Thi Jo Hisay Main Kisi Ke Na Aayi
Kisi Khowabida Waadi Ke Haray Aanchal Se Aaya Hon
Kisi Khowabida Waadi Ke Haray Aanchal Se Aaya Hon
Mein Jis Ko Baagh Kehta Tha Isi Jungle Se Aaya Hon
Shararat Thi Kisi Ki, Kar Gaya Kitney Baras Pehlay
Nateeja Dekhnay Ke Wastay Maqtal Se Aaya Hon
Ham Faqeeron Ki Soraton Pe Na Ja
Ham Faqeeron Ki Soraton Pe Na Ja
Ham Kai Roop Dhar Lete Hain
Zindagi Ke Udaas Lamhon Ko
Muskra Kar Guzaar Lete Hain
Khamosh Raaton Main Jo Dharkenain Bakheri Thi
Khamosh Raaton Main Jo Dharkenain Bakheri Thi
Main Un Ko Lari Main Pro Ke Laya Hun
Tu Un Ko Sirf Uchati Hoyi Nazar Se Na Dekh Chand Bacho Ko
Keh Main Sitaron Se Lar Kar Zameen Pe Aya Hun
Ya Rab Meri Maa Ko La Zawaal Rakhna
Ya Rab Meri Maa Ko La Zawaal Rakhna
Mein Rahon Nah Rahon Meri Maa Ka Khayaal Rakhna
Meri Khusihyan Bhi Le Lo Meri Sansen Bhi Le Lo Chand Bacho Ko
Magar Meri Maa Ke Gird Sada Khoshion Ka Jaal Rakhna
Main Ne Maan Se Pocha Kab Tak
Main Ne Maan Se Pocha Kab Tak
Apny Kandhy Par Sar Rakhny Dain Gi
Maan Muskrayen Or Kaha, Jab Tak
Log Mujhe Apny Kandhay Par Na Utha Lein
Tere Siwa Mere Aur Bhi Kahin Gham Hain
Tere Siwa Mere Aur Bhi Kahin Gham Hain
Ik Tera Roth Jana Waja Alalat Nahi Mujh Ko Chand Bacho Ko
Bas Ik Terei Gali Ka Ho Ke Rah Jaon
Ab Apnay Kamon Se Itni Bhi Faraghat Nahi Mujh Ko