Dushmani Muj Kiye Ja Magar Apna Ban Kar
Jaan Le Le Meri Sayad Magar Payar Se
Jin Se Afsaan-E Hasti Mein Tasalsul Tha Kabhi
Jin Se Afsaan-E Hasti Mein Tasalsul Tha Kabhi
Un Mohabat Ki Ravayat Ne Dam Tor Diya
Be Tahasha Hain Sitare Lekin
Be Tahasha Hain Sitare Lekin
Chaand Aik Adad Hai Had Hai
Ye Samandar Hi Ijazat Nahi Deta Warna
Ye Samandar Hi Ijazat Nahi Deta Warna
Main Ne Pani Pe Tere Naqsh Bna Dene Thay
Apna Pyar Kitna Pak Raha Janam
Apna Pyar Kitna Pak Raha Janam
Chooma Sirf Tere Peghamaat Ko Dushmani Muj
Mohabat Mein Ye Kya Muqam Aa Rahe Hain
Mohabat Mein Ye Kya Muqam Aa Rahe Hain
Ke Manzil Pe Hain Aur Chale Ja Rahe Hain
Tumhara Kia Bigara Tha Jo Tumne Tor Dala Hai
Tumhara Kia Bigara Tha Jo Tumne Tor Dala Hai
Ye Tukre Mai Nahi Lun Ga Muje To Dil Bna Kar Do
Mohabat Ka Tum Se Asar Kya Kahun
Mohabat Ka Tum Se Asar Kya Kahun
Nazar Mil Gayi Dil Dharkne Laga Dushmani Muj
Jese Meri Nigah Ne Dekha Na Ho Kabhi
Jese Meri Nigah Ne Dekha Na Ho Kabhi
Mahsoos Ye Hoya Tujhe Har Baar Dekh Kar Dushmani Muj