Gham Aur Khushi Mein Farq Na Mahsoos Ho Jahan
Mein Dil Ko Us Muqam Pe Lata Chala Gaya
Mohabat Tarq Ki Mein Ne Greban Si Liya Mein Ne
Mohabat Tarq Ki Mein Ne Greban Si Liya Mein Ne
Zamane Ab Tu Khush Ho Zehar Ye Bhi Pee Liya Mein Ne
Barson Guzar Gye Ro Kar Nahi Dekha
Barson Guzar Gye Ro Kar Nahi Dekha
Aankhon Mai Neend Thi So Kar Nahi Dekha
Wo Kya Jane Dard Mohabat Ka Gham Aur Khushi
Jis Ne Kisi Ka Ho Kar Nahi Dekha
Ishara Tu Madad Ka Kar Raha Tha Dobne Wala
Ishara Tu Madad Ka Kar Raha Tha Dobne Wala
Magar Yaran-e Sahal Ne Salam Alwida Samjha
Har Sham Ye Sawal, Mohabat Se Kiya Mila
Har Sham Ye Sawal, Mohabat Se Kiya Mila
Har Sham Ye Jawab Ke Har Sham Ro Paray
Mere Sabr Ki Intiha Kia Pochte Ho Faraz
Mere Sabr Ki Intiha Kia Pochte Ho FarazGham Aur Khushi
Wo Muj Se Lipat Ke Roya Kisi Aur Ke Liye
Arz Niaz Ishq Ke Qabil Nahi Raha
Arz Niaz Ishq Ke Qabil Nahi Raha
Jis Dil Pe Naaz Tha Muje Wo Dil Nahi Raha
Bohat Tha Khof Jis Ka Phir Wohi Qissa Nikal Aya
Bohat Tha Khof Jis Ka Phir Wohi Qissa Nikal Aya
Mere Dukh Se Kisi Awaz Ka Rishta Nikal Aya Gham Aur Khushi