Ham Tu Hanste Hain Dosron Ko Hansane Ki Khatar Mohsin
Warna Dil Pe Zakhm Itne Hain Ke Roya Bi Nahi Jata
Kis Kis Ki Zuban Rokne Jaon Teri Khatir
Kis Kis Ki Zuban Rokne Jaon Teri Khatir
Kis Kis Ki Tabahi Mein Tera Hath Nahi
Yaad Hai Ab Tak Tuj Se Bicharne Ki Wo Andheri Sham Muje
Yaad Hai Ab Tak Tuj Se Bicharne Ki Wo Andheri Sham Muje
Tu Khamosh Khara Tha Lekin Batain Karta Tha Kajul
Roya Karen Gey Ap Bhi Pehron Isi Tarah
Roya Karen Gey Ap Bhi Pehron Isi Tarah
Atka Kahin Jo Aap Ka Dil Bhi Meri Tarah
Ishq Ko Bi Ishq Ho Tu Phir Main Dekhon Ishq Ko
Ishq Ko Bi Ishq Ho Tu Phir Main Dekhon Ishq Ko
Kese Tarpe Kaise Roye Ishq Apne Ishq Main
Sitam Hi Karna Jafa Hi Karna, Nigah-e Ulfat Kabi Na Karna
Sitam Hi Karna Jafa Hi Karna, Nigah-e Ulfat Kabi Na Karna Ham Tu Hanste
Tumhein Qasam Hai Hamare Sar Ki Hamare Haq Mein Kami Na Karna
Wo Aksar Din Mein Bachon Ko Sula Deti Hai Is Dar Se
Wo Aksar Din Mein Bachon Ko Sula Deti Hai Is Dar Se Ham Tu Hanste
Gali Mein Phir Khilone Bechne Wala Na Aa Jaye
Hazaron Mosamon Ki Hukmrani Hai Mere Dil Par
Hazaron Mosamon Ki Hukmrani Hai Mere Dil Par Ham Tu Hanste
Wasi Mein Jab Bhi Hansta Hun Tu Aankhen Bheg Jati Hain