Hazaar Tarah Ke Thy Ranj Pichly Mosam Mein
Par Itna Tha Ke Koi Sath Rone Wala Tha
Wo Muj Se Bichar Kar Ab Tak Roya Nahi Ghalib
Wo Muj Se Bichar Kar Ab Tak Roya Nahi Ghalib
Koi Tu Hai Hamdard Ju Usay Rone Nahi Deta
Tumhein Jafa Se Na Yun Baz Ana Chahye Tha
Tumhein Jafa Se Na Yun Baz Ana Chahye Tha
Abhi Kuch Aur Mera Dil Dukhana Chahye Tha
Ab Koi Khushi Hai Na Koi Dard Rulane Wala
Ab Koi Khushi Hai Na Koi Dard Rulane Wala
Ham Ne Apna Liya Har Rang Zamane Wala
Ab Dekh Le Ke Sena Bhi Taza Hoya Hai Chak
Ab Dekh Le Ke Sena Bhi Taza Hoya Hai Chak
Phir Ham Se Apna Hal Dikhaya Na Jaye Ga
Usay Lakh Dil Se Pukar Lo Usay Dekh Lo
Usay Lakh Dil Se Pukar Lo Usay Dekh Lo
Koi Aik Harf Jawab Mein Nahi Aye Ga Hazaar Tarah Ke
Mein Kisi Aur Zamane Ke Liye Hun Shayad
Mein Kisi Aur Zamane Ke Liye Hun Shayad Hazaar Tarah Ke
Is Zamane Mein Hai Mushkil Mera Zahir Hona
Tuj Se Ab Aur Mohabat Nahi Ki Ja Sakti
Tuj Se Ab Aur Mohabat Nahi Ki Ja Sakti
Khud Ko Itni Bhi Azyat Nahi Di Ja Sakti Hazaar Tarah Ke