Hum sab ki jo dua thi usay sun liya gaya
Phoolon ki terhan aap ko bhi chunn liya gaya
Main faqeeron se bhi krta hon tijarat aksar
Main faqeeron se bhi krta hon tijarat aksar
Jo aik pese main lakhon ki dua dete hain
Na janay kab koi aashob tum ko aa geray
Na janay kab koi aashob tum ko aa geray
Ajeeb waqt hai dast-e dua daraz rakho Hum sab ki jo
Hai Dua Yaad Magar Harf-E Dua Yaad Nahi
Hai Dua Yaad Magar Harf-E Dua Yaad Nahi
Mere Naghmaat Ko Andaaz Nawa Yaad Nahi
Koi Chara Nahi Dua Ke Siwa
Koi Chara Nahi Dua Ke Siwa
Koi Sunta Nahi Khuda Ke Siwa
Jis Ko Tufan Se Uljane Ki Aadat Ho Mohsin
Jis Ko Tufan Se Uljane Ki Aadat Ho Mohsin
Aesi Kashti Ko Smandar Bi Dua Deta Hai
Mein Kisi Ke Dast Talab Mein Hon, To Kisi Ke Harf Dua Mein Hon
Mein Kisi Ke Dast Talab Mein Hon, To Kisi Ke Harf Dua Mein Hon Hum sab ki jo
Mein Naseeb Hon Kisi Aur Ka Mujhe Mangta Koi Aur Hai
Koi Dawa Na De Sakay Mashwara Dua Dia
Koi Dawa Na De Sakay Mashwara Dua Dia Hum sab ki jo
Chara Garaon Ne Aur Bhi Dard-E Dil Barha Dia