Ik Umar Kat Gayi Lekin Bachpana Nahi Jata
Ham Diye Jilate Hain Aaj Bhi Teri Aahat Par
Chal Rahe Hain Zamane Main Rishwaton Ke Silsaly
Chal Rahe Hain Zamane Main Rishwaton Ke Silsaly
Tum B Kuch Le De K Muj Se Mohabat Kar Lo
Mein Ne Sadyon Guzarna Hai Tuje
Mein Ne Sadyon Guzarna Hai Tuje
Tu Mera Aakhri Zamana Hai
Masrofiat Mein Aati Hai Be-Had Tumhari Yaad
Masrofiat Mein Aati Hai Be-Had Tumhari Yaad
Fursat Mein Teri Yaad Se Fursat Nahi Milti
Jis Simat Bhi Dekhon Nazar Aata Hai Ke Tum Ho
Jis Simat Bhi Dekhon Nazar Aata Hai Ke Tum Ho
Ae Jan-e Jahan Ye Koi Tum Sa Hai Ke Tum Ho
Ham Jis Pe Mar Rahe Hain Wo Hai Baat Hi Kuch Aur
Ham Jis Pe Mar Rahe Hain Wo Hai Baat Hi Kuch Aur Ik Umar Kat Gayi
Aalam Mein Tuj Se Lakh Sahi Tu Magar Kahan
Ham Kya Krein Agar Na Teri Aarzo Krein
Ham Kya Krein Agar Na Teri Aarzo Krein
Dunya Mein Aur Bhi Koi Tere Siwa Hai Kiya
Tuj Ko Khabar Nahi Mgar Ik Sadah Loh Ko
Tuj Ko Khabar Nahi Mgar Ik Sadah Loh Ko
Barbad Kar Dia Tere Do Din Ke Pyar Ne Ik Umar Kat Gayi
Bas Tum Muje Achi Lagti Ho
Bas Tum Muje Achi Lagti Ho
Tum Itni Sundar Ho K Nahi
Tumhain Ik Nazar Jo Dekhe Wo
Sudh Budh Bhole Madhosh Rahe
Bas Tum Muje Achi Lagti Ho
Tum Hans Do Tu Mosam Badlain
Tu Jago Tu Dunya Jage
Jilmal Jilmal Manzar Hon Sab Ik Umar Kat Gayi
Aur Na Soje Kuch Aage
Bas Tum Ko Dekhain, Dekhte Reh Jayen
Ma’alom Nahi Tum Itni Pyar Ho Ke Nahi
Itni Sundar Ho K Nahi
Bas Tum Muje Achi Lagti Ho