Jis simat bhi dekho nazar aata hai ke tum ho
Ay jaan-e jahan ye koi tum sa hai ke tum ho
Aik aaina ro bah ro hai abhi
Aik aaina ro bah ro hai abhi
Us ki khushbu se guftagu hai abhi
Puri awaz se ik roz pukaron tuj ko
Puri awaz se ik roz pukaron tuj ko
Aur phir meri zuban par tera tala lag jaye
Ik haqeqat sahi firdos main horon ka wajod
Ik haqeqat sahi firdos main horon ka wajod
Husn-e insaan se nimat lon to wahan tak dekhun
Is Dil Mein Tere Husn Ki Wo Jalwa Gari Hai
Is Dil Mein Tere Husn Ki Wo Jalwa Gari Hai Jis simat bhi dekho
Jo Dekhte Hai Kehta Hai Ke Sheshy Mein Pari Hai
Haseen Teri Aankhien Haseen Tere Aansu
Haseen Teri Aankhien Haseen Tere Aansu
Yehin Dob Jane Ko Jee Chahta Hai
Aaina Khud Bhi Sanwerta Tha Hamari Khatir
Aaina Khud Bhi Sanwerta Tha Hamari Khatir
Hum Tere Wastay Tayyar Hoya Karte Thay
Aik Tarf Tere Husn Ki Hairat Aik Tarf Dunya
Aik Tarf Tere Husn Ki Hairat Aik Tarf Dunya
Aur Dunya Mein Dair Talak Thehra Nahi Ja Sakta Jis simat bhi dekho
Dil Mein Kisi Ke Rah Kiye Ja Raha Hun Main
Dil Mein Kisi Ke Rah Kiye Ja Raha Hun Main
Kitna Haseen Gunah Kiye Ja Raha Hun Main Jis simat bhi dekho
Husn Ko Chand, Jwani Ko Kanwal Kehte Hain
Husn Ko Chand, Jwani Ko Kanwal Kehte Hain Jis simat bhi dekho
Un Ki Soorat Nazar Aye Tu Ham Ghazal Kehte Hain