Kabi na kabi pora yeh khawab hota

Kabi na kabi pora yeh khawab hota
Tum sath hoty na koi hijab hota
Jab apna wisaal hota koi na khalal parta
Na rasm-e hina hoti na koi niqab hota

Doobtay Doobtay Kashti Ko Uchala De Doon

Doobtay Doobtay Kashti Ko Uchala De Doon
Main Nahi Koi Tu Sahal Peh Utar Jaye Ga

Zabt Lazim Hai Magr Dukh Hai Qayamat Ka Faraz
Zalim Ab Ke Bi Na Roye Ga Tu Mar Jaye Ga Kabi na kabi

Maan Ki Aik Dua Zindagi Dey Gi

Maan Ki Aik Dua Zindagi Dey Gi
Khud Roye Gi Tumhain Hansa Dey Gi
Kabhi Bhol Kar Bhi Maan Ko Na Rulana
Ik Choti Si Ghalti Pora Arsh Hila Dey Gi

Mataa Looh O Qalam Chinh Gayi To Kya Gham Hai

Mataa Looh O Qalam Chinh Gayi To Kya Gham Hai
Ke Khoon Dil Mein Dabo Li Hain Unglian Main Ne
Zuban Pay Mohar Lagi Hai To Kya Ke Rakh Di Hai
Har Aik Halqa Zanjeer Mein Zuba Mein Ne Kabi na kabi

Tujhay Kis Ny Kaha Anjan Ban Kar Aya Kar

Tujhay Kis Ny Kaha Anjan Ban Kar Aya Kar
Mere Dil Ke Ainay Mein Mehman Ban Kar Aya Kar

Pagal Aik Tujhko Hi To Bakhshi Hai Dil Ki Hakoomat
Ye Teri Saltanat Hai Sultan Ban Kar Aya Kar Kabi na kabi

Leave a Comment