Qyamat Tak Sajde Mai Rhe Sar Mera Ae Khuda
K Teri Namton K Shukar Ke Liye Ye Zindagi Kafi Nahi
Zamane Ka Sahara Tu Bzahar Ik Dikhawa Hai
Zamane Ka Sahara Tu Bzahar Ik Dikhawa Hai
Haqeqat Main Muje Mera Khuda Girne Nahi Deta
Jhukte Hain Daanish Jahan Zamane Ke Baadshah
Jhukte Hain Daanish Jahan Zamane Ke Baadshah
Kabhi Tu Dekh Lon Main Wo Darbar-e Mustafa
Bhatke Hoyon Ko Sedha Rasta Dikhaane Wala Hai Tu
Bhatke Hoyon Ko Sedha Rasta Dikhaane Wala Hai Tu
Karam Se Apny Gunahon Se Bachane Wala Hai Tu
Faqat Tujh Pe Hi Bharosa Hai Mola Qyamat Tak Sajde
Har Dukh Mein Kaam Aane Wala Hai Tu
Hai Ik Cheez Tere Hi Hai Gun Gaati
Kainat Ko Naematon Se Sajane Wala Tu Hai
Jo Bhatak Gaye Hadayat Se Mola
Un Bad Naseebon Ko Mor Laane Wala Tu Hai
Kya Majal Ke Kuch Likhay Aamir Qyamat Tak Sajde
Kia Hai Tu? Khud Hi Batane Wala Hai Tu
Khuda Se Mang Jo Kuch Maangna Hai Akbar
Khuda Se Mang Jo Kuch Maangna Hai Akbar
Yehi Wo Dar Hai Ke Zillat Nahi Sawal Ke Bad
Is Khak Ko Hdyat De Mola
Is Khak Ko Hdyat De Mola
Us Khak Me Milne Se Pehle Qyamat Tak Sajde
Main Kese Man Loon Ke Koi Mera Nahi Raha
Main Kese Man Loon Ke Koi Mera Nahi Raha
Jab Tak Khuda Ki Zaat Hai Tanha Nahi Hoon Main