Tere Khayal Mein Jab Be Khayal Hota Hun
Zara Si Dair Hi Sahi Be Misal Hota Hun
Jo Tu Nahi Tu Ye Mukamal Na Ho Saken Gi
Jo Tu Nahi Tu Ye Mukamal Na Ho Saken Gi
Teri Yehi Ahmiyat Hai Meri Kahaniyon Mein
Dil Hi Tu Hai Na Aaye Kyun, Dam Hi Tu Hai Na Jaye Kyun
Dil Hi Tu Hai Na Aaye Kyun, Dam Hi Tu Hai Na Jaye Kyun
Ham Ko Khuda Jo Sabar De Tuj Se Haseen Bnaye Kyun Tere Khayal Mein
Aankh zabt-e khumar jane jaan
Aankh zabt-e khumar jane jaan
Aik taaza bahhar jane jaan
Bhool jana tumhe mumkin hi nahi
Ae mere no nehar jane jaan
Kaan kis ne bharay hai yeh tairay
Hai to mera hi pyar jane jaan
Thak gaya din ko hosla day kar
Raat meri sanwaar jane jaan
Husn tairay se chamakta mehtaab
Aur kitna singhar jane jaan
Gaon sara hai raakh ki manind
Laa to wapas bahhar jane jaan
Mujhe basa le apne seenay mein Tere Khayal Mein
Mujh mein aaye nikhaar jane jaan
Ho gayi chaak garibaan meri
Nah kar itna krar jana jaan Tere Khayal Mein
Bzahir saadgi se muskura kar dekhnay walo
Bzahir saadgi se muskura kar dekhnay walo
Koi kambakht nawaqif agar deewana ho jaye
Yeh samajh ke mana hai sach tumhari baton ko
Yeh samajh ke mana hai sach tumhari baton ko
Itnay khobsorat lab jhoot kaisay bolein ge Tere Khayal Mein