Tu Saamne Hai Tu Phir Kyn Yaqeen Nahi Aata
Ye Bar Bar Jo Aankhon Ko Mal Ke Dekhte Hain
Do ghoont mohabbat pi thi abhi
Do ghoont mohabbat pi thi abhi
Ke qaatil sir par aa pouncha
Aankhon se is naay pilayi thi
Honton se zara si chakhi thi
Woh hont to jaam sheree they
Woh ankhen jaisay rooh afzah
Kya karte jo nah martay yum
Is waqt to buut ban baithy they
Qaatil naay palat kar waar kya
Kuch mere gilaay ke paar kya
Sir farsh pay zor se aa ke gira
Woh khawab suhana toot gaya
Do ghoont mohabbat waisi miley to
Jaan bhi fida kar jaun mein Tu Saamne Hai
Dil Ka Kya Hai Dil Ne Kitne Manzir Dekhe Lekin
Dil Ka Kya Hai Dil Ne Kitne Manzir Dekhe Lekin
Aankhen Pagal Ho Jati Hain Aik Khayal Se Pehle
Mohabat Karne Walon Ki Tajarat Bhi Anokhi Hai
Mohabat Karne Walon Ki Tajarat Bhi Anokhi Hai
Manafa Chor Dete Hain Khasaray Baant Lete Hain
Kis Liye Dekhti Ho Aaina
Kis Liye Dekhti Ho Aaina Tu Saamne Hai
Tum To Khud Se Bhi Khobsorat Ho
Jane Woh Kaisay Log Thay Jin Ke Pyar Ko Pyar Mila
Jane Woh Kaisay Log Thay Jin Ke Pyar Ko Pyar Mila Tu Saamne Hai
Hum Ne To Jab Kalyan Mangani Kantoon Ka Haar Mila