Tumhain Barish Pasand Hai Muje Barish Main Tum
Tumhain Hansna Pasand Hai Muje Hanste Hoye Tum
Tumhain Bolna Pasand Hai Muje Bolte Hoye Tum
Tumhain Sab Kuch Pasand Hai Aur Muje Bas Tum
Aankh zabt-e khumar jane jaan
Aankh zabt-e khumar jane jaan
Aik taaza bahhar jane jaan
Bhool jana tumhe mumkin hi nahi
Ae mere no nehar jane jaan
Kaan kis ne bharay hai yeh tairay
Bzahir saadgi se muskura kar dekhnay walo
Bzahir saadgi se muskura kar dekhnay walo
Koi kambakht nawaqif agar deewana ho jaye
Yeh samajh ke mana hai sach tumhari baton ko
Yeh samajh ke mana hai sach tumhari baton ko
Itnay khobsorat lab jhoot kaisay bolein ge
Aaina kyun nah dun ke tamasha kahin jisay
Aaina kyun nah dun ke tamasha kahin jisay Tumhain Barish Pasand
Aisa kahan se laon ke tujh sa kahin jisay
Jis simat bhi dekho nazar aata hai ke tum ho
Jis simat bhi dekho nazar aata hai ke tum ho
Ay jaan-e jahan ye koi tum sa hai ke tum ho
Aik aaina ro bah ro hai abhi
Aik aaina ro bah ro hai abhi
Us ki khushbu se guftagu hai abhi Tumhain Barish Pasand
Puri awaz se ik roz pukaron tuj ko
Puri awaz se ik roz pukaron tuj ko Tumhain Barish Pasand
Aur phir meri zuban par tera tala lag jaye