Un Ke Bare Mai Hai Up to Date Apni Aagahi
Kon Se Thay Jin Ke Ham Zakhm Judai Seh Gye
Shukar Hai Niswar Ki Dabya Pe Aeina Bi Hai
Dekh Lete Hain Ke Kitne Dant Baqi Reh Gye
Jaan Ki Bheek Mangne Ki Liye Bi
Jaan Ki Bheek Mangne Ki Liye Bi
Kabi Hath Ham Ne Phelia Hi Nahi
Anjum Muj Ko Mere Waa’z Ne
Sisak Kar Jena Sikhaya Hi Nahi
Aaj Bi Us Ki Aankhon Mein Raaz Wohi Tha
Aaj Bi Us Ki Aankhon Mein Raaz Wohi Tha
Chehra Wohi Tha Chehra Ka Libas Wohi Tha
Kese Us Ko Bewafa Keh Doon Yaro
Aaj Be Us Ke Dekhne Ka Andaaz Wohi Tha
Khud-darion Ke Khon Ko Arzan Na Kar Sake
Khud-darion Ke Khon Ko Arzan Na Kar Sake
Ham Apne Johron Ko Nmyan Na Kar Sake Un Ke Bare Mai
Kis Darja Dil Shakan They Mohabat Ke Haadse
Ham Zindagi Mein Phir Koi Arman Na Kar Sake
Sehra Ki Tarah Rehte Hoye Thak Gai Aankhen
Sehra Ki Tarah Rehte Hoye Thak Gai Aankhen
Dukh Kehta Hai Ab Koi Darya Bi Tu Dekhon
Ye Kya Ke Wo Jab Chahe Muje Chen Le Mujh Se
Apne Liye Wo Shakhs Tarpta Bi Tu Dekhon
Yeh Nazar Muntazir Hai Teri Aj Bhi
Yeh Nazar Muntazir Hai Teri Aj Bhi
Dil Kisi Or Sy Aashnaa Hi Nahi Un Ke Bare Mai
Ma Kiun Rasta Dun Kisi Aur Ko
Jab Koi Tery Jaisa Bana Hi Nahi
Jene Ka Haq Saamraj Ne Chen Liya
Jene Ka Haq Saamraj Ne Chen Liya
Utho Marne Ka Haq Istemal Karo
Zilat Ke Jene Se Marna Behtar Hai
Mit Jao Ya Qasr-E Satam Pamal Karo
Guzar Gye Hain Bohat Din Rafaqat-e Shab Mein
Guzar Gye Hain Bohat Din Rafaqat-e Shab Mein
Ik Umar Ho Gyi Chehra Wo Chand Sa Dekhe
Tere Siwa Bi Kyi Rang Khush Nazar They Mgar
Jo Tuj Ko Dekh Chuka Ho Wo Aur Kya Dekhe
Pass Rah Kar Judai Ki Tuj Se
Pass Rah Kar Judai Ki Tuj Se
Dor Ho Kar Tuje Talash Kia
Mein Ne Tera Nishan Gum Kar Ke
Apne Andar Tuje Talash Kia Un Ke Bare Mai
Ye Aankh Jab Zara Nam Ho Aur Barish Ka Mosam Ho
Ye Aankh Jab Zara Nam Ho Aur Barish Ka Mosam Ho
Muje Lahaq Tera Gham Ho Aur Barish Ka Mosam Ho
Udasi Jam Si Jati Hai Kisi Barf Ki Manind Un Ke Bare Mai
Khayalon Main Agar Tum Ho Aur Barish Ka Mosam Ho